Ishq mrna nahi jeena sikhata hai
- Poetry

Ishq mrna nahi jeena sikhata hai

Ishq mrna nahi jeena sikhata hai

Ye junoon hai

Paglpn hai

Spne hai

Aag hai

Aankho me

Jo sone nahi deti

Jo jine nahi deti

Jo sooraj se pehle jgati hai

Jo cheekh bn k aati hai

Ishq dunia ko chota dikhata hai

Ishq mrna nahi jina sikhata hai.

Tum kya ho

Tum Kyu ho

Tumhare siva kon janta hai

Tumhare spno ko tumse behtr kon pehchanta hai

Kon tumhare liye aansu bhayega

Kon he jo tumhe apne sath chlayega

Tu kya kr skta hai

Kisko pta hai

Jispe chl rha hai tu

Kya ye vahi raasta hai

Jo tumhare spno ko aage bdhata hai

Ishq mrna nahi jina sikhata hai.

 

Jo tumhe

tpata hai

Jlata hai

Hr pal ko Chote se

khiin bda kr jata hai

Ye bich raaste me nahi chodta

Ye sfr sath bitata hai

Ye jhukne nahi deta

Ye jmeen se aasmaan tk pahunchata hai

Rulata hai

Hsata hai

Ishq mrna nahi jina sikhata hai

Rone nahi deta

Ye tumhe sone nahi deta

Dik ko bezaar nahi

Dil k kraar bn jata

Ye hr us shksiyat ki ehmiyat he btata

Jo khud ki njro tk me bekar bn jata

Pal pal tuhare liye tumhi ko stata hai

Ishq mrna nahi jina sikhata hai.

Written by S.K Thakur

Watch full video on youtube : https://youtu.be/NPIimJD0jz8

About Jhavinder

My name is Jhavinder Thakur. I am a student right now. I am doing blogging as a part time. Here i am sharing my personal experience of blogging and some information regarding the blogging or website design.
Read All Posts By Jhavinder

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *